kYUN KAREGIN !!
Sunday, March 30, 2008 11:28:08 AM
woh mere zindgi ka parwah kyun karegin
mere aane ka intzar kyun karegin !!
guzar jaayegin yeh safar bhi tanha-tanha
mere saath aane ka intzar kyun kaereginn!!
aa bhi jaayein gar swapn mein aahista aahista
woh is khawab ka intzar kyun kareginn!!
main wafadar hoon use parwah kya ,
woh mujhpein aitbar kyun karegin!!!
Uske chaH MEIN gunahgar ho bhi jaaun to kya
woh meri chahaton ka perwah kyun karegin !!
jaltein hi rahtein hain aksar parwane shama per " rana"
woh mere jalne per, aah kyun bharegin!!!