Nohay

NOHAY

Nadeem Sarwar (Nohay 1996)

Nadeem Sarwar (Nohay 1996)

1996

Nadeem Sarwar


Tere shehr-e se jaate hai

(Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana) x2
(Aabad karenge hum) x2
Hay ab karbobala nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

1 (Tera din-e he mushkil me,
me kaise raho gar me) x2
(Tiflin-e koi wada) x2
Ha tujse kiya nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

2 (Roze pe tera aake,
Ham sham-e jalaa tethe) x2
(Ho ab-e kon-e mujawir hai) x2
Sugra ke siwa nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

3 (Is tarha parinde bhi,
Makhtal se nahi jaata) x2
(Gurbaat me muja jaise) x2
Hai abb jaane para nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

4 (Bache hai bohot chota,
Garmi ka zamaana hai) x2
(Pohchayenga manzir par) x2
Ab humko khuda nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

5 (Amaa ki lahad chuti,
Roza bhi tera chuta) x2
(Us wakta kaleje par) x2
Khanjar se chalaa nana
Tere shehr-e se jaate hai,
dai humko dua nana

(Aabad karenge hum) x2
Hay ab karbobala nana


Kullo yaumin ashura

Yaa hussain
Ya hussain, ya hussain
(Kullo yaumin ashura, kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa hussain

1 Kabhi nabi ke kalmago the kabhi namazen parte the
Karbobala me sibte nabi ke khoon ke lekin pyase the
(Hifz kiya quraan magar ye qaule nabi naa yaad raha) x2
(Har kuleman haramahum wa silmun liman saal mahum) x2
Inse rifaqat mujhse rifaqat inka adu dushman hai mera
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain

2 Sab ko khabar hai sabko pata hai khuld bari ke malik hai
Saaqi-e-qausar kasime jannat arsho zami(n) ke malik hai
(Shimre sitamgar such zara to kaat raha hai kiska gala) x2
(Ad gule man ada hum va mohibbun leman ahbahum) x2
Inka adu hai mera dushman, dost hai inka dost mera
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain

3 Laymo ka laymi damo ka dami nafso ka nafsi jin ko kaha
Pyar na bas hasnayno zahera maula ali thi zere kissa
(Sad afsos bhulaya tumne kaule rasule akram ka) x2
Ruhe payambar ruhe zahera keyu na kare phir vavayla
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain

4 Jiske liye tathir ki chadar aayat ban kar aayi thi
Dasht-e-bala me nange sar wo zaynab, zahera jayi thi
(Balo se parda karti thi karti thi ye aaho buka) x2
Qatl kiya mere bhai ko chhinli mere sarse rida
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain

5 Bade nabi ke zulm uthhaye ahele sitam ne zahera par
Qati kiya jalti reti par binte nabi kaa lakhte jigar
(Ik taraf tha pyas kaa chehra ek taraf behta dariya) x2
laasha-e-sarvar ahle jafaa ne ghoro(n) se pamal kiya
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain

6 Subhe dahem shabbir ne jab akber se kaha azan kaho
Wale shahadat aa pahucha hai shukre khuda har aan karo
(Ham nati ke quraan hain beta quraan suno quraan paro) x2
Teri aza aagaz hai beta our anjam sajda mera
Yaa husain, yaa husain.
(Kullo yaumin aashura Kullo arzin karbala) x2
(Yaa abal abrar) x2 Yaa husain


Mujo Maula hussain mujo aaka hussain

Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

1 Mera ishk bhi tu meri jaan bhi tu X 2
Mera din bhi tu imman bhi tu
Mera aan bhi tu meri sham bhi tu
Mera pir bhi tu sultan bhi tu
sab waliyanja agvan bhi
Ay har momein X2
Ay har momein je dilje sada
Mujo mula hussain mujo aaka hussain.
Gulzar banaya X2 Ay dine khuda
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

2 Tu pyasa teree pyaas bari,
hai din ko tujsi aas bari,
Tere naam se zinda naame khuda
tere dam se hai islaam bacha
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

3 Tu ibne baaye bismillah,
tu lase kaha illallah,
Ai ibne ali, ai abde khuda,
Kurane khudanaize pe para
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

4 Sardare jinaa sardaare irm,
ye saara rab ye saara jag,
Sab tere liye hai rab ki kasam,
hai noore muhammed noore tera,
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

5 Makhdum mere mere sayad,
hoi khatm sitam ki tujh par had,
Parsabr tera allah hu samad,
allah ne dedi apni raza,
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

6 Sahbaz jo hai sehwan waale,
nalan ki tere rakhwale,
Maidan me hai dere dale,
hai laal kalandar ki bhi sadaa
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

7 Ham sab hai matam daar tere,
zindaa hai teri majlis ke liye,
Ai maula tere gham ke sadke,
jo maanga khuda ne ham ko diya,
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

8 Majlis me teri ghazi ka alam,
karta hai tere gham mein matam,
Awaz ye aati hai hardam,
zinda hai dilo mein dard tera,
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

Gulzar banaya, gulzar banaya,
Ei dine khuda
Mujo Mulula hussain mujo aaka hussain

Bibiya rowe zaro zaar

Hussain hussain x4
Bibiya rowe zaro zaar,
shezadiya rowe zaaro zaar,
lut gaya karbal mein gharbaar,
Hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur darbar,
Hussain hussain x2
Zanjir mein jakra hai bimar,
hussain hussain x2
Bibiya rowe zaro zaar,
shezadiya rowe zaaro zaar,
lut gaya karbal mein gharbaar,
Hussain hussain x2

1 (Koi bayn kare bacho ke liye
koi ro ke kahe bhayi na rahe) x2
(nahi zainab ka koi ghamkhwar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

2 (Akbar ka jigar asger ka galaa,
abbas ke baazu tegh jafaa) x2
(hai halke shahidan aur talwar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

3 (Kasim ka badan pamaal huwa,
aati thi sadaa dulha dulha) x2
(gar aaja bas tu ek baar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

4 (Katta tha shahewala ka gala,
roti thi zamine karbobala) x2
(hai aaj qayamat ke aasar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

5 (Roro ke sakina bayn kare,
darya pe gaya amu mere) x2
(ab kon karenga mujko pyar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

6 (Be parda huwe sab ehle haram,
jab thanda huwa ghazi ka alam) x2
(jina hai sakina ka dushwar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2

7 (Jalte huwe khayme ahle haram,
hai shame ghariban aur matam) x2
(haye kafela jaane ko tayar) x2
karbobala me hai ye pukaar
hussain hussain x2
Ai aale nabi ki aur gharbaar
Hussain hussain x2


Ale rasool kucha-o bazaar ya ali

(Sarkaar ya ali) x2
aale rasul kuch-o bazaar ya
roti to hogi aap ki talwar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

1 Shahzadiyawo ke sar pe ridaye nahi rahi,
Bacho ke pas bacho ki mayen nahi rahi,
(khushya to kya khushi ki) x2
hawaye nahi rahi,
luti gayi hai aap ki sarkar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

2 Abbas jo hussain ke lashkar ki aas tha,
Lagta tha saath hai jab tak wo paas tha,
(na khof koi tha) x2
kisi ko ye raas tha,
utha hai sar se saaya-e-diwarya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

3 Chini gayi sitam se sakina ki baliyan,
Rukhsar par namaya tamacho ke hai nishan,
(shimre layin jo bacho ko) x2
deta hai gurkiya,
maktal mein kaap ta hai alamdar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

4 Ab shaam ka safar aur nabi ki nawasiyan,
Pahne huwe hai sayade sajad beriyan,
(zalim jo leke aaye hai) x2
lasho ke darmiyan,
ankho se khun bahaata hai bimar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

5 Wo dekho buzuwo me hai zainab ke resuma,
Sar nange jiski maa ko na dekhe hai aasmaa,
(balwe me sar khule hai) x2
wo makhdumiye jahan,
koi nahi hai muniso ghamkhwar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

6 Zehra lahad ko chor ke yasrab aayi hai,
Faryad apne lab pe khadija bhi laayi hai
(makhtul karbala me) x2
jo zainab ki bhayi hai,
mara gaya khuld ke sardar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

7 Bazu kalam huwe alam hai lahu lahi,
Asger ki khun se kar liya shabbir ne wudhu,
(faili huwi hai gham) x2
fiza aisi charsu,
jisme hai sans lena bhi dushwar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya

(Roti to hogi aap ki)x2
talwar ya ali
aale rasul kuch-o bazaar ya


Tere ka nare furaat

(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2

1 Tere ka nare, khayme hamare.
Afsos-e ye hai, lagne na paya.
Tu chup rahi thi, sar ko jukake.
Farte alam se, lab par thi aye
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

2 Malike kausar, pani ko tarse.
Ankho se ansu, zehra ke dar se.
Tere ka nare, aaya jo gar se.
Pyaase ko neza, guzra jigar se.
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2
3 Gazi ke bazu, tere ka nare.
Pani ki khatir, kat ke gire the.
Gham na ke manzar, bhoolungi kaise.
Wo pyaas-e bache, be aab-e kuze
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

4 Itna jo pitaa, kitna sa pani.
Masum-e asghar, sheh ki nishani.
Baki he ab tak, tish na dahani.
Kaise dikhaye, hai be zubani
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

5 Barchi jigar par, akbar ne khayi.
Sukhe labo tak, tu kyu na ayi.
Zanjir-e kisne, tujko pehnayi.
Mar gaya pyaasa, sughra ka bhayi
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

5 Mera to sab-e kuch-e, lut gaya ban.
Ek ek sipahi, mar gaya ran me.
Tir-e lagar sarwar ke badan me.
Ab he judayi, bhayi bahan me
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

6 Be ghusle lashe, tere ka nare.
Chalis thi din tak, ese parhe the.
Ye bat-e koi, ab tujse puche.
Kya kiya ada wakt, sibt-e nabi se
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

7 Ase huwa jo, bhi ta hona.
Kismat me teri, likha karona.
Ta hashre abto, yuhi tarap na.
Mar gayi pyaasi, bali sakina
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

8 Shaam se lutkar, ayi he zainab.
Chaas thi de sar, layi he zainab.
Sharminda tumse, bhayi ye zainab.
Kho ke sakina, ayi he zainab
Barbad huwi mai. Hai wawaila.
Luti gayi mai. Hai wawaila.
Kaidi bani mai. Hai wawaila.
(Tere ka nare furaat) x2
(Shiyaa ne maa. Nawha kuna.
Kushta shud sibte rasulallah) x2
(Tere ka nare furaat) x2

Hussain ya hussain

Hussain ya hussain x6

1 (Beta hu mein ali ka, nawasa rasul ka) x2
zainab behen hai meri, chahita butul ka,
kurbaniya ye meri bhulayi na jayengi,
jab karbala basengi sadayen ye ayengi
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

2 baaba ali ke hatho men jo zulfikaar hai,
mukhsas uski kufri ki naslo pe waar he,
mai jang kyu ki hasan ka mai bhayi hu,
tum munkire khuda mai khuda ka fidayi hun,
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

3 mere liye rasul ke sajdo me tool hai,
marzi meri khuda ko nabi ko kubulhai,
sukhe gale pe mere jo kanjar chalayenga,
markad me fatema ko ali ko satayenga
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

4 utra tha aasman se sitara hamera gar,
kahe ki simt dekho to diwar me ho daar,
payasa hu be watan hu gharibud dayaar hu,
zehra ki betiyon ke liyen dil fighar hu,
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

5 larneka kasar kar ke jo aata watan se dur,
bacho ko saath apne na lata watan se dur,
behne bhi betiyan bhi mere saath saath,
mehmaan karbala me tera hum furat hai
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

6 chahun to sangrejon se paani nichor du,
daste balaa ke sehra se kausar ko jor dun,
khud se khuda ke hukm se majbur kar liya
pani se apne aap ko lo dur karliya,
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

7 paani hai meri maa ke meher maan likha huwa,
bacho ko mere phir bhi paani na mil sakaa,
se raab ho rahe hai sutr aur asf bhi,
aale nabi ke hoto pe likhi hai tashnagi,
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

8 ab mere baad ehle haram dukh uthayenge,
be parda ashkiyan unhe balwe me layenge,
sine pe sone wali tamache jo kayengi,
mujko sadayen dengi chacha bulayengi,
hussain ya hussain,
hussain be kafan,
hussain be khataa,
hussain shah x4

Nadeem Sarwar (Nohay 1995)Nadeem Sarwar Nohay 1997

Write a comment

New comments have been disabled for this post.