Nadeem Sarwar & Irfan Haider (Nohay 2001)
Saturday, February 17, 2007 1:46:06 PM
Nadeem Sarwar & Irfan Haider (Nohay 2001)
2001
Nadeem Sarwar
Al Quran
Aa oozoo billahi minash shaytanir rajim.
(Bismillah hir-rahman nir rahim) x2
Inna nahno nazzal na zikra wa inna lahu la hafizun
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
1 Bismi rabbi jaha bismillah.
Subhanallah ye quran allah allah.
Ummul kitaab-e he ye mashallah,
ik ik surah he universalloh.
(Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
2 Quran ki god ka ek ek surah.
Wo ma-aaeda hu ki yasin wa taha.
Sura-e maryam wa rehman wa shora.
Parte hi rehtehe rab ka kasida.
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
3 Quran ki he shaan he shaane muhammed.
Quran he mizan-e muhammed.
Farma ne rab farma ne muhammed.
Nukta-e baa quran-e muhammed.
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
4 Kaise quran he hum tak aaya.
Kisne sikhaaya he kisne parhaaya.
He kis gara ne ka ye sarmaya.
Jan deke isko he kisne bachaaya.
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
5 Din bhi bacha quran bhi dekho.
Baki raha imaan bhi maano.
Kiya gaya kiska ye bhi to socho.
Gar to luta sayada ka hai logo
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
6 Wo karbala wo nabi ka gar aana.
Quran idhar to udhar he zamaana.
Ik ik par-e ka maqtal jaana.
Khun me nahaa ke ye sab ko bataa na
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
7 Ye karbala ye he shaam-e ghariba.
Wo jalte khayme wo aayate Quran
Khaymo me bali sakina pareshan.
Zainab pukari ye barsare mayda
Quran-e wo kitab he, jo dars-e inkalaab-e he.
Ha mari darsagah, he sidha raasta karbala, karbala) x2
Quran-e wo kitaab-e he
Zuljanah
Zuljanah. Ay zuljanah. Zuljanah. Ay zuljanah.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
1 (Zuljanah tera, haye ye rona) x2
Karta he mushkil ab mera jina.
(Puch rahi hai, tujse sakina) x2
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
2 (chor ke tanha, aya jo tu he) x2
Math-e pe tere, kiska lahu hai.
(Isme to mere baba ki bu hai) x2.
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
3 (aath pahar se, pyasa tha baba) x2
Lasho pe lashe, laya tha baba
(Zakhmi badan tha, zakhmi kaleja) x2
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
4 (Pehle hi tujse, mene kaha tha) x2
Baba ko mere, run me na layja
(Haye na mana, tu mera kehna) x2
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
5 (Zuljanah lay chal, baba jaha he) x2
Itna bataa de, soye kaha he
(Tujko pataa he, wo meri jaan hai) x2
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
6 (Jab tu chalaa tha, baba ko lay kar) x2
Yaad to hoga, tujko wo manzar
(Tere sumon se, lipti thi rokar) x2
Bol kaha he mera baba.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina) x2
Gumshuda baba kuja. Zuljana bigoh.
Ah cha shud baba raa. Zuljanah bigoh.
jood bigo majarah. Zuljanah bigoh.
(Zuljanah, zuljanah, bigo kujaan baba husaina) x2
Zuljanah, zuljanah, bigo kujo baba husaina
Aa mere pyaare husain
(Aa mere pyasse husain) x3
1 Aa meri god ke pale, mere husain aa.
Mere garib aa zara, maa ke karib aa.
Sinaa phigar he tera, mujko he ye pataa.
Dashte-e balaa me fatema, zehra ki thi sadaa.
(Aa mere pyaare husain) x2
2 Kisne mere jigar pe, ye khanjar chalaa diya.
Kisne mere husain-e ko, pani nahi diya.
Khud chal ke kyu na agaya, darya ko kya huwa.
Ek bar maa pukar ke, godi me let jaa.
(Aa mere pyaare husain) x2
3 Sehroz ki ye pyaas ye, jalti huwi zamin.
Chehra lahu lahu tera, donim he jabin.
Mazloom mere lal ke, jeisa koi nahi.
Tiro se mere lal ka, sina bhara huwa.
(Aa mere pyaare husain) x2
4 Pehle to babajan ko, royi me zar-e zar.
Royi ali ko kabr pe, dil ho gaya figaar.
Ik lal tha hasan mera, uski hu sogwar.
Ab tere gham me kabr me, rehne nahi diya.
(Aa mere pyaare husain) x2
5 Ataa hai yaad mujko, madine me apna gar.
Chakki ma pisti thi, magar tum pe thi nazar.
Tum ko sulaya karti thi, raato ko jaag kar.
Ab me jagaane ayi hu, ay lal jaag jaa.
(Aa mere pyaare husain) x2
6 Ik bar maa pukar le, bilkul usi tarah.
Jule me julte huwe, kehte the jis tarha.
Wo bachpane tera muje, bhulenga kis tarha.
Mere bahgair chain se, ik pal nahi raha.
(Aa mere pyaare husain) x2
7 Ma hu muje bataa, tera sine pe kya huwa.
Kyu he kamar juki huwi, chehra lahu bhara.
Abbas he kaha, ali akbar kaha gaya.
Ha thak gayaa he aa meri, godi me lal aa.
(Aa mere pyaare husain) x2
Ghazi alam tere uncha rahenga
(Yabne zehra, ya abbas) x2
(Ya abbas) x5
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
(Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3
Aj bhi hai or kal bhi rahenga
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
1 (Tere alam ke saye me duniya,
apni murade mang rahi he) x2
(Tere alam ke saye me aakar) x2
Jo nahi manga wo bhi milanga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
2 (Isko abu talib ne banaya,
mere nabi ne isko sajaya) x2
(Binte asad ne sehra charhaya) x2
Zehra ke bacho pe saye kareynga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
3 (Ha ye alam hamza ka alam hai,
ha ye alam jafar ka alam hai) x2
(Ha ye ghadeer-e qum ke bharam hai) x2
sab parchomo ka ye mawla rahenga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
4 (Chadare zehra iska pharera,
patka bhi hai zainab ke dua ka) x2
(Aise bandhe he mashk-e sakina) x2
Rishta alam se iska rahenga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
5 (Bhula nahi sakta ye zamana,
pani pe parcham ka lehrana) x2
(Hat katana mashk-e bachana) x2
Banke wafaa tu zinda rahenga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
6 (Yuto bohot zainab pe sitam tha,
lakin wo gham jo kohe alam thaa) x2
(Wo tera gham tha, wo tera gham tha) x2
Dil tere gham me rota rahenga.
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
7 (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3
Aj bhi or kal bhi rahenga
(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
Acha kiya baba
Chahat ka meri kaisa. Ye mujko silaa diya.
Acha kiya baba jo mujko bhula diya.Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
1 Zinda raho hazaro baras shad ma raho.
Baba zamin pe ban ke sada asman raho.
Quran tum pe saya Kare tum jaha raho
(Parti hu har namaaz-e me) x2
Baba yahi dua. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
2 Baba tumhare hijir me khushiyo se dur hu.
Lakin tumhare raah me thakti zaroor hu.
Bimar naatwa hu ghamo se me chur hu
(Ab ke to din bhi eid ka) x2
Rokar guzar gaya. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
3 Rato ko jaag jaag ke karti hu ye dua.
Kumbe ko raas aye mere dashte karbala.
Darya ke pas khayma ho shah ka lagaa huwa
(Garmi ke din he ama) x2
Jo sar par rahe rida. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
4 Asgher ko bhej do ali akbar ko bhej do.
Kuch roz ko sahi meri madar ko bhej do.
Koi nahi to bas meri khwahar ko bhej do
(Hoto pe ab to sughra) x2
Ka dam he ruka huwa. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
5 Karta he kon yun bhi marizo se itna pyaar.
Me gulkhizaan rasidaan hu tum ho meri bahar.
Wesay bhi ab nasib me mere he intizar
(Bujta huwa charag hu) x2
Apne mazar ka. Baba.
(Acha kiya baba) x2
Jo mujko bhula diya (Acha kiya baba) x2
6 Ha ye kalak he ama ne mujko kiya na yaad.
Akber to lene ayenge kitna the ehtemad.
Allah ab to puri karenge meri murad
(Ayenga jab madine me) x2
Karbal ka kafela. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
7 Lagta he meri kabr pe awonge aai pidar.
Wo bhi agar pohonch gayi takdir se khabar.
Talkin par na pawongi bazu ko tham kar
(Tanhaiya uthayengi) x2
Tabut bhi mera. Baba.
(Acha kiya baba) x2 Jo mujko bhula diya
(Acha kiya baba) x2
Chaliye madina
(Chaliye madina, chaliye madina) x2
Chaliye madina ay phupi chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
1 (Hogaya chehlum, kar chuki matam.
Zindagi bhar hai, ab to muharram) x2
Are taaba qayaamat, ab hai tarap ne.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
2 (Ban gayi kabre, nazre dilaadi.
Ashko ki chadar, sab ko urhaa di) x2
Gar chalo ab to, ji khol ke rona.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
3 (ay phupi amaa, hogi qayaamat.
Puch-e jo baba, ham se barikkat) x2
Are kyu nahi ayi bali sakina.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
4 (Are kabre nabi par, pehle chalenge.
Girya ya karenge, nawha parenge) x2
Are guzri jo ham par, nana se kehna.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
5(Are sughra ka shikwa, chal ke mitaa do.
Gash me he sughra, usko jagaa do) x2
Are mar gaye akbar, ye na bataa na.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
6 (Soyenge kab tak, nehre kinaare.
Ab naa milenge, amu hamare) x2
Are ham ko alam hai, unka uthaana.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
7(Kayd me guzra, saraa muharram.
Majliso matam, kar na sake ham) x2
Gar me azaa ka, farsh bichaana.
Chaliye phupi amaa watan chaliye madina.
(Chaliye madina, chaliye madina.
Chaliye madina ay phupi chaliye madina) x2
Yeh chand-e tare
(Ya hussain) x4
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
Husain ka gham mana rahe hai
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliye) x2
(Hussain ka gham manaa rahe hai) x2
(Jaha mai sare hussain wale) x3
(Hussain ka gham manaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
1(Khalil-e kaaba kaha ho awo) x2
(Khalil-e karbobala ko dekho) x2
(Hussain-e jalti huwi zami se) x3
(Pisar ki mayyat utha rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
2 (Hussain ke ye jigar ke takat) x2
(Hai jis se ayub ko bhi hairat) x2
(Gale pe khanjar rawaa he lakin) x3
(Hussain kalma suna rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
3(Kahi pe akbar sa gulbadan hai) x2
(Kahi pe qasim ghule hassan hai) x2
(Jigar ke tukra se shah-e wala) x3
(Zamin-e maktal sajaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
4(Na jane zainab ne kaise dekha) x2
(Ajib-e manzar wo karbala ka) x2
(Hussain-e gir gir ke uth rahe hai) x3
(Tarap ke akbar bula rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
5(Charage khayma bujaa ke sarwar) x2
(Banaa gaye hai ek aisa lashkar) x2
(Unhi charaago ki roshni se) x3
(Charag-e sabjag maga rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
6(Ye urte badal ye behte darya) x2
(Suno zaraa kya bataa rahe hai) x2
(Jahaa khudaa hai waha hussaini) x3
(Hussain ka gham mana rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
7(Pidar ke sine pe sone wali) x2
(Sumo se rehwar se hai lipti) x2
(Sakina shayad samaj gayi hai) x3
(Ke baba marne ko jaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2
(Husain ka gham mana rahe hai) x2
Arey o shaam walo
Sakina, ki sadaa hai.
Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Arey o, shaam walo. Sakina, ki sadaa hai.
(Arey o, shaam walo. Kafan, baba ko day do) x3
Arey o, shaam walo.
1 Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Mere pyaare jo amu aj hote.
Kabhi naa is kadar majbur hote.
Gada-i karke late. Magar tumse na kehte.
Arey o, shaam walo.
Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.
2 Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Chacha ka sar ye neze, se hatado.
Sarey shabbir parda urado.
Ye gham, Kitna baraa hai. Meri maa be ridaa hai.
Arey o, shaam walo.
Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.
3Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Me khatoon-e Jinaa ka aayina Hu.
Rasan basta asiro, be ridaa hu.
Meri, janib na dekho. Mera, kurta phataa hai.
Arey o, shaam walo.
Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.
4 Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Wo sina mere baba ka kaha hai,
Suna hai bar sare dega tapa ha,
Nahi haye wo sine. Kaha, soye sakina.
Arey o, shaam walo.
Kafan,baba ko day do. Arey o, shaam walo.
5Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Mere gar ke kaniz-e, ba ridaa hai.
Kayamat, hogayi hum be ridaa hai.
Sitam, kitna bara hai. Phuphi Ka sar khula hai.
Arey o, shaam walo.
Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam walo.
6Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Yatimo ko sataa na, kab rawaa hai.
Dukhe dil, ko dukhana, kab rawaa hai.
Sitam, jo chahe karlo. Magar ik kam-e kar do
Arey o, shaam walo.
Kafan,baba ko day do. Arey o, shaam walo.
7Arey o, shaam walo. Arey o, kufe walo.
Rihayi ki tamanna, mar chuki hai.
Ye zindaa meri manzil, akhri hai.
Magar, baba se kehna. Aba Ana shaam aana.
Arey o, shaam-e walo.
Kafan, baba ko day do. Arey o, shaam-e walo.
Ya ali maula, haider maula
(Ya ali maula, haider maula) x5
Dil me sajaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Dil me sajaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula-e kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
1(Bigri banaa de aye sawali,
koyi na jaaye khali) x2
Aaje gadiri jaame pilaa de
(Ay waliyo ke wali) x2
Teri ankhe mere mawla
(Subko dekhne wali) x2
Chashme karam ne teri mawla,
gamse bachaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
2(Nagri, nagri, tere mawali,
tere kalandar mawla) x2
Dharti dharti tere gadagar
(Fakhra tawangar mawla) x2
Be dar tere dar pe akar
(Hogaye buzar mawla) x2
Apna wazifa nade ali ko,
subne banaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
3(Pir fakir malang mawali,
aur kalander saai) x2
Kambar mesum buzar salman
(Malik-e ashtar aae) x2
Karte rahe hai karte rahe hai
(Haider, haider saae) x2
Aaj bhi sindne mawla kadam ko,
sar pe utha ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
4(Tera nara sunke mushkil,
mushkil me parja ye) x2
Dushman-e imaan dekh kar tujko
(Dharti me gar jaye) x2
Lakho ke lashkar se mawla
(Tanha tu larjaye) x2
Tere khuda ne tujko apni
teg bana ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
5(Tera ghar noorani mawla,
ghar he tera noorani) x2
Tere ghar me jo surat he
(Surat he qurani) x2
Tu kule imaane mawla
(Zikr-e tere imaani) x2
Rabne tere nam se apna
naam-e mila ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
6(Tere sakhi darbar he mawla,
sari duniya jaane) x2
Koi khuda kehta hai koi
(Saki ye kausar mane) x2
Koi nahi pehchana tujko
(Sirf nabi pehchane) x2
Shehr ilm ne tujko apna,
darjo banaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
7(Malik-e kausar, malik-e janat,
waris-e quran hoke) x2
Ik ek bhund ko nehre kinaare
(Tere bache tar se) x2
Jalgaya khayme, lut gaya saman
(Chin gayi chadar sar se) x2
Dil ko tere karbobala ne,
haye dukha ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
8(Karbobla ne ath peher me,
kya manzar dikhlaya) x2
Fatema zehra ne markad me
(Ek pal chayn na paya) x2
Lash pe tere lal ki mawla
(Goro ko doraya) x2
Neze par tere pyaaro ke,
sar ke utha ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Har maula ye kehta hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Dil me basaa ke rakha hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Dil me basaa ke rakhe hai
(Ya ali maula, haider maula) x2
Irfan Haider
Sakina utho
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x3
ye Karti thi maa, lahad pe bukaa. Meri ladli, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
1) Yaha se chalo, chale karbala.
Wahi se tumhe, milenge chacha.
Sitam jo huwe, bataana une.
Dikhaana unhe, ye kurta jalaa.
Chacha jaan ko, dikhana zara,
ridaa khun bhare, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
2) Bataana unhe, sabhi saktiya.
Mili jis kadar, tuje gurkhiya.
Hamari ridaa, luti kis tarha.
Chini jis tarha, teri baliya.
Bataana une, buji kis tarha,
teri tishnagi, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
3) Padar se milo, to dil joee ho.
Bataana unhe, bahot roi ho.
Kasam lo agar, tumhare bina.
Sakina kabhi, kahi soyi ho.
Lahad bap ki, mile jab tuje,
to kehna yahi, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
4) Lahad jab mile, tuje bhai ki.
To kehna use, meri ladli.
Rehaee mili, hame kaid se.
Hame ab nahi, aziyat koi.
Mere be zuba, utho gar chale,
shabi hai nabi, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
5) labe al kama, tu karna fugaa.
Teri moj hai, abhi takh rawa.
Meri pyas par, huye jo fida.
Chacha ke mere, hai bazu kahaa.
Kahaa mashk hai, kahaa hai alam,
kahaa hai zari, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
6) Na ab gham koi, na uftad hai.
Wo zanjir se, ab aazad hai.
Puphi bhi teri, tere sath hai.
Tere sath hi, wo sajjad hai.
Meri gham zadaa, shabe gham kati,
sahar ho chuki, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
7) Labo par tere, yahi baat thi.
Watan jayenge, kabhi ham puphi.
Tuje shimr ka, nahi khof ab.
Satayenge na, tuje ab shaki. Nikal kayd se,
shuru ham kare, nayi zindagi, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
8) Gharibo ka ye, luta kafela.
Wida ho ke phir, watan jayenge.
Tuje payengi, jo sughra teri.
To bimar ko, milengi dawa. Gale mil ke phir,
bohot royengi, wo behna teri, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
9) Mazar-e nabi, laraz jayenga.
Bahen jab teri, karengi bukaa.
Kaha hai chacha, kaha hai padar.
Kaha hai bataa, bhara gar mera.
Suna ne use, ye rudaad-e gham, yehi bebasi, chalo gar chale.
(Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2
Ek kafela laya tha mein
Sula hai kabr mai besheer ko husaini ghareeb,
Har ek shaheed ke lashe pe aaye hai rote huwe,
Labe husain se suye falak aayi sadaa
(Ek kafela laya tha mein) x3
1 Us kafele mein tha ali akber sa ek beta jawaan,
Abbas jesa bhayi tha,
(Masum asgher be zubaan) x2
Kuch bibiya thi saath mein mehshar mein jinka naam tha
(Ek kafela laya tha mein) x3
2 Ye kafela kaise luta ye soch ke mai ro diya,
Pala tha jinko naaz se,
(karbobala mein kho diya),
Un sab ke laashe samne the aur hoto par buka
(Ek kafela laya tha mein) x3
3 Karyal jawaan ki laash hatho par uthayi hai abhi,
Ek be zuban ki kabr bhi,
(Maine banayi hai abhi) x2
Samaan mere katl ka karte hai ab ye ashkiya
(Ek kafela laya tha mein) x3
4 Pyase mere atfaal hai behta hai darya samne,
Ek be watan ko dasht mein,
(Luta hai foje shaam ne) x2
Roti hai mere chah ne waalo ke laasho par kazaa
(Ek kafela laya tha mein) x3
5 Kismat meri laykar muje karbobala tak agayi,
Ab barte barte bat
(Zainab ki rida tak agayi) x2
Ho jawoonga mein katl to chinjayegi uski rida
(Ek kafela laya tha mein) x3
6 Kuch der mein kanjar laeen ka halk par chal jayenga,
Aur baad mere khaym-e
(Sadaat bhi jal jaayenga) x2
Ya yu koi pardes mein aa kar lootaye karbela
(Ek kafela laya tha mein) x3
7 Jab katl mein ho jawoonga shaame ghariba ayengi,
Saydaniyo ke kalb pe,
(taaza kayamat dhayengi) x2
us waqt uthengi meri laashe buridaa se sadaa
(Ek kafela laya tha mein) x3
8 lashe sabhi rehjayengi jalti zamin par bekafan,
kaydi banengi mustufa
(ki aal pabandhe rasan) x2
Raho mein rota jayenga bimar ye karke buka
(Ek kafela laya tha mein) x3
9 Reh jayengi bali sakina ki fugaa zindan mein,
Kaydi rahengi saal bhar,
(saydaniya zindan mein) x2
sajaad mera kayd se jayenga ye kehte huwa.
(Ek kafela laya tha mein) x3
Alam sajaawo
Bicha ke farshe azaa
Fatema ko yaad karo
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
1 siyah kapre badan par ho sirf is gham mein,
ruke na ankh se ansoo kabhi muharram mein,
(libas se hazrate zainul aba ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
2 kabhi sabil se pani piyo to ye kehkar,
me teri pyas pe kurban husain ki dukhtar,
(kabhi sakina kabhi ba wafaa ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
3 gale mein shale azaa aur hath sino par,
alam utha ke chalo yu dahekte sholo par,
(jo bekaso pe huwi us jafaa ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
4 Jula julawo kisi be zabaan ka jab bhi,
to yaad karna zara be kasi wo banu ki,
(kabhi rubab ki aaho buka ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
5 ghame husain mila hai tumhe mukadar se,
sadaa husain ke matam ki aaye ghar ghar se,
(husain husain karo karbela ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
6 wo jisne din ke khatir luta diya gar ko,
khuda ki raah me jisne kataa diya sar ko,
(par ho namaaz to us be khataa ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
7 Alam jo hazrate abbas ka utha te hai,
Dile batul se lakho duwae paate hai,
(alam ka saye mein awo duwa ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
8 kabhi ye shoch ke tum dekhna pharere ko,
yahi to zainabe muztar ki aas tha logo,
(alam ko dekho to us berida ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
9 bahen ke samne dulha bane koi bhayi,
jo apne bhayi ka sehra na dekhne paye,
(usi gharib behen ki sadaa ko yaad karo) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
10 Khuda na khasta kismat ye din jo dikhlaye,
Kisi jawan ko jawani mein maut ajaaye,
(to hum shabihe nabi ki kazaa ko yaad kare) x2
(Alam sajaawo kisi be rida ko yaad karo) x2
Ek baar watan lot ke aaja
Isse pehle,
Ke muje maut aajaye,
Mere bhaya,
Ali akber,
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
sugra ki kasam hai tujhe akber
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
Kya tujko gawaara hai ke mar jawoo tarap kar
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
1 Aaja mein teri chand si soorat ki balaloo,
Dulha na sahi mein tujhe dulha sa banaaloo,
Dil mein hai jo armaan nikale teri khwahar,
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
2 Bhabhi ke liye meine jo poshak banayi,
Roti hu use dekh kar deti hu duhaee,
Hai shaam-o-sahar ek sadaa mere labo par
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
3 Kiya tujko meri yaad sataa ti nahi bhaya,
Mein to tujhe ek pal bhi bhulati nahi bhaya,
Kyu bhool gaya tu mujhe pardes mein jakar
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
4 Kaano mein jo aawaz azan aati hein bhaya,
tasweer teri dil mein utar jaati hai bhaya,
roti hu ye kehkar ali akber ali akber
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
5 Roti huye har eid guzari meri bhaya,
Ati thi mujhe yaad tumhari mere bhaya,
Yaado se hai abaad tere baad mera ghar
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
6 Bimar tarap ti hai dawaa koi nahi hai,
Is ghar mein udasi ke siwa koi nahi hai,
Thakti bari yaad se diwaar kabhi gar
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
7 Rukhkar ke suwe karbobela roti hu bhayi,
Milne ki shabo roz duwa karti hu bhayi,
Nana ki ziyarat ko taras ti hu baradar
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
8 Tum bin mai jiyu ye koi aasan nahi hai,
Hoga tera phir koi armaan nahi hai,
Hoga ye tera aakhri ehsan bahan par
(Ek baar watan lot ke aaja) x2
Nana neend Nahi Aundi
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x3
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
1 Hai Muntazir nigahe baithi hu raah par
Deti hu main sadayen baithi hu raah par
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
2 Nana mere baradar kyon chod kar gaye
Bimar ko rulakar kyon chod kar gaye
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
3 Kasim ko yaad kar ke roti hu raat din
Ankho main ashk bhar ke roti hu raat din
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
4 Tarsi huvi hain aankhen asger tera liye
Jula bani hai bahain asger tere liya
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
5 Lene na mujko aaye naraz kyo huwe
Baba bhi gar na aaye naraz kyo huwe
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
6 Lo Aun aur jaffer kyon lawt te nahi
Nana mere baradar kyon lawt te nahi
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
7 Hujro mein sab ke jakar kar ti hu yaad mein
Akber ko jake der par karti hu yaad main
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
8 Kisko gale lagau ab kaun paas hai
Kyon roz derpe jau kya mujko aas hai
Viran kyu nahi aaye hai x3
Roro tak diya rawa
Nana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2
Utho abbas
(Ya abbas) x2
(haye abbas utho) x2
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
Ek bhatija ke siwa koi madadgar nahi
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
1 Sham jaana hai rida sar pe nahi hai bhaya
(haye abbas utho) x2
Dile gham zadaa kare ye buka,
Behan ka nahi koi aasra,
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
2 Ghar se nikli thi to mehmil me bithaya tune
(haye abbas utho) x2
Safar dusra shuroo hai mera,
Chali chawd ke behan karbela,
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
3 Mayne yasrab ki bhi galiya na kabhi dekhi thi
(haye abbas utho) x2
Behan kya kare milenge mujhe,
Naye log or naye raste,
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
4 maa ki tarha se mein darbare sitam jawoongi
(haye abbas utho) x2
bataawo zaraa mere bawafaa,
garibul watan kare kya bhala
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
5 samne kaise me shiri ka karungi socho
(haye abbas utho) x2
karoo mein fugaa bandhi reshwa,
huwi kayd sab nabi zaadiya,
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
6 kya gawaara hein ke sab dekhe khule sar mujko
(haye abbas utho) x2
duwa do mujhe sikha do mujhe,
chaloo kis tarha bataado mujhe,
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
7 shimr marega sakina ko behan royengi
(haye abbas utho) x2
kerenge sitam laeen har kadam,
tu hein har kadam bhulayenge hum
(utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2
Aajawo ali asger
(Aajawo ali asger) x3
(Maa jula julaye) x4
Raato ko uth kar lori sunaye hai,
1 Ay phool sa sipahi,
Tujko salaam mera,
Tune kiya hai uncha,
Dunya me naam mera,
Aajawo tuje maa sine se lagaye hai,
(Maa jula julaye) x2
2 Amu hai paas tere,
Baba hai aur akber,
Darna na zalimo se,
Ay be zuban asger,
Maa ko bulaana jab nind na aye hai,
(Maa jula julaye) x2
3 Maa teri tashnagi par,
Qurbaan meri jaani,
Kyu beh rahaa hai darya,
Tujko mila na pani,
Aaja ke madar paani pilaye hai,
(Maa jula julaye) x2
3 Tu chaand mere ghar ka,
Dunya se jane waale,
Tu kya gaya hai gar se,
Rukhsat hu ye ujaale,
Taarikiyo ke badal se chhaaye hai,
(Maa jula julaye) x2
6 Awlaad ka bicharna,
Sab se baraa hai sadma,
Ujri hai kokh meri,
dil ro raha hai mera,
yeh aag dil ki maa kaise bujaye hai,
(Maa jula julaye) x2
7 madar ke samne jab,
paani ka jaam aye,
besaakh ta labo par,
tera hi naam aaye,
paani me tera chehra nazar aaye hai,
(Maa jula julaye) x2
8 Dil se nikal rahi hai,
Ab yeh duwae har pal,
Maa ban ke tujko paale,
Ye sar zamine maktal,
Darti hu laykin tu khof na khaye hai
(Maa jula julaye) x2
9 Sunti hu rodiya tha,
Tuj par sitam ka lashkar,
Tu muskura raha tha,
Jis waqt teer kha kar,
Kayse tuje maa dilse bhulaye hai,
(Maa jula julaye) x2
Pardesi musafir ki
Halminasir yansuruna x 4
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
(Kuch sehme huye bache) x2
Behta huwa pani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
1 Ay karbobala tere,
Daman mein chupa kya kya,
(Bachpan ali asger ka) x2
akber ki jawaani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
2 taabut, alam, jula,
pani ki sabile bhi,
(jis simt nazar jaaye) x2
pyaaso ki nishani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
3 mansoob alam se jo,
ek mashke sakina hai,
(amu se bhatiji ki) x2
ulfat ki nishaani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
4 ansoo na ruke logo,
shabbir ki majlis mein,
(us ujre huye gar ki) x2
yu yaad manaani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
5 shabbir ye kehte the,
mein kaise ijazat du,
(ay qasim tu mere) x2
bhayi ki nishaani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
6 ye laashaye akber par,
layla ne kahan ro kar,
(kyu khoon me tar teri) x2
poshak shahani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
7 de te the sadaa sarwar,
abbas chale aawo,
(mayat ali akber ki) x2
ab mujko uthani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
8 rota hai falak ab tak,
shabbir tere gham mein,
(dunya ye samaj ti hai) x2
barsaat ka paani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
9 sheh bole bahan zainab,
zindaa se riha ho kar,
(rudaade sitam jaakar) x2
amma ka sunani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
10 ey mere khuda tujse,
har waqt duwa ye hai,
(maula ki safay matam) x2
har gar mein bichani hai
(Pardesi musafir ki purdard kahani hai) x2
(Kuch sehme huye bache) x2
Behta huwa pani hai
Hay kasim jag zara
Hai Kassim jag zara.
Mera Pyare jag zara
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
2 Teri Mehndi Khuld se Aayee hai
Poshak naye banwaee hai
Teri sej sajaye, Wawaila
Teri Rasm Himaee, Wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
2 Teri Behne shakan manati hai
Aur Neg wo lene aati hai
Abbas Dilawar, Wawaila
Maidan me kausar, Wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
3 Jannat se guletar Aaye hain
Poshak Abuzar Laye Hain
Aur pahen ke dulha, Wawaila
Poshak aur kangan, wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
4 Sab hur aur farishte aayenge
Rizwan kaside sunayenge
Sab khuld ke vaasi, wawaila
Hai tere barati, wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
5 Tera sehra sunate hai shabbar
Mashnad ko bichate hai kambar
Teri sej urusi, wawaila
Har garne sajayi wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
6 Kulsum aur fizza aayi hai
Do salah banakar layi hai
Abbase dilawar, wawaila
Maidane kausar, wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
7 Phir khwaab yeh toota farwa ka
Aur peshe nazar ek laasha tha
Na mehndi uptan wawaila
Na masnad dulhan, wawaila
Teri Mehndi , tera upton, tera gehna
Ha tera sehra Zainab layee hai
Hai Bain kare Farwa
Hai Kassim jag zara.
Mere Pyare jag zara
kaise jayengi nabizadi sitam gharo mein







