Sunday, 1. November 2009, 15:04:46
कुच सितरोन कि चमक नहि जति. कुच यादोन कि कसक नहि जति. कुच लोगोन से होता है ऐसा रिस्ता के दुर रहे कर भि उस्कि मेहक नहि जति
Saturday, 31. October 2009, 04:24:45
.Na aage naa pichhe
Saath saath chalte hai!
Na tum kuch boli na mai kuch..
Chalte rahe..
Maan se kuch baatein
Maan hi maan mein.
Rahe gaye..
Bol nahi paye..
.
Tum to kuch pucha nahi.
Keya bolu main
Mere kheyalo mein
Cha gaye the tum.
.
Shabd bhi sayed kho gaye.
.
Dur bahut dur chalte rahe
.
Iss pal ko kaise sajau
Aaj to tum mere sath the.
.
Dohi baate kahe dale
Chup k se.
Fir tum
Fir hum
Fir ek intejar...
.
.
Fir ek intejar
Koi ek saam
Fir hum chalte rahe
Saath saath
Kuch pal..
.
.
Aaj k subha mere jindegi se...
Khoye hue kuch pal
Fir se mile
Saath hi saath tum the..
Intejar fir bhi
Sayed koi saam firse mile.
Fir se saath saath
Na aage na piche..
Dosti mein kuch pal firse mile.
Sunday, 25. October 2009, 19:29:16
Kash sab pahele jaise ban jate. Kuch pal ke lie sahi.. Bite hue saam Kash Firse lot aaye.. . . Kash mai badal pate Firse Ek naye dour.. Kash mai badal sakte.. Khushi ki geet gate.. Kash mere saabdo se Tumhe dhund pate.. Kash. Ek anjanbi the mai Tumse mile kuch pal Kuch baate .. Tumse kie Dilse Har shaabd to muje malum nahi.. Kash.. Firse lot aaye Bite hue saam.. Kash
Thursday, 15. October 2009, 20:00:15

Subha Deepabali
Friday, 9. October 2009, 14:28:28
Friday, 9. October 2009, 08:49:13
Wednesday, 7. October 2009, 13:21:23
Thursday, 1. October 2009, 14:08:58
Thursday, 1. October 2009, 07:57:39
Thursday, 1. October 2009, 07:54:29
Showing posts 1 -
10 of 16.