A Poem
Monday, February 11, 2008 6:17:00 PM
Udasiyan jab tumhen satayen to samaj layna
koi to hai jo tumhari khatir andheron ko chun raha hai
koi to hai jo tumhare sapnon ko apni palkon main bun raha hai
koi to hai jo tumhari sanson ko apni sanson main mehsoos kar raha hai
Koi to hai jo apni dharkan ke tasbEh par tumhara nam gin raha hai

How to use Quote function: