Diyare ghair mein kaise t
Saturday, December 8, 2007 4:32:29 PM
Diyare ghair mein kaise tujhe sada daite
tu mil bhi jata to akhir tujhe ganva daite
tumhi ne ham ko sunaya na apna dukh varna
dua vo kerte k ham asmaa'n hila daite
hamain ye zuaam raha ab ke pukarange
unhain ye zid thi k har bar hum sada daite
samaatoo'n ko mein ta umar khosta sayed
vo kuch na kehty magar hont to hila daite