LAFZ!
Wednesday, December 12, 2007 8:12:12 PM
Kia Kahin Aysa Hai
k Lafz Shiddatain Bayan Kar Den
Agar Hai To Mujhe Batao
vo Shahar, vo Muhallah, vo Makaan, vo Gali
Jaha Lafz Bikhtey Hon
Khubsurat Surkh Lafz
Mein Apne Hissey Ki Tamam Khushiyaa'n
Saarey Khawaboo'n ka Waasta De K
Chend Lafz Kharidoo'n
K Lahu Lahu Ruton ne Rooh Per
Kayi Shigaaf Dale Hen
Agar Hai To Sahi Hai
Agar Nahi,
To Phir kyun Na Aysa Ho
K Ye Shiddaten Bhi Kho Jaye
Jo Lafzu Se Raasta Mang Rahe Hen
Azab-e-ja'an Mein Kahi'n To Koyi Kami Aaye
k Lafz Shiddatain Bayan Kar Den
Agar Hai To Mujhe Batao
vo Shahar, vo Muhallah, vo Makaan, vo Gali
Jaha Lafz Bikhtey Hon
Khubsurat Surkh Lafz
Mein Apne Hissey Ki Tamam Khushiyaa'n
Saarey Khawaboo'n ka Waasta De K
Chend Lafz Kharidoo'n
K Lahu Lahu Ruton ne Rooh Per
Kayi Shigaaf Dale Hen
Agar Hai To Sahi Hai
Agar Nahi,
To Phir kyun Na Aysa Ho
K Ye Shiddaten Bhi Kho Jaye
Jo Lafzu Se Raasta Mang Rahe Hen
Azab-e-ja'an Mein Kahi'n To Koyi Kami Aaye












