Dil
Thursday, February 7, 2008 11:38:30 PM
Dil soch ka pinjra he ek bar hi khulta hai
Dil piyar ka soda hai ek bar hi tulta hai
Dil yaad ka badal hai be aant barsta hai
Dil moj ka driya hai sene se nikalta hai
Dil piyar ka bukha hai apno ko tarsta hai
Dil seep ka moti hai nazron mein chamakta hai
Dil piyas ka dariya hai be chen sa behta hai
Dil dard ka tukra hai be chen sa rehta hai