Ek Nazam
Sunday, February 10, 2008 10:17:36 PM
Becharte waqt usne kaha tha
Na sawal kerna
Na jawab mile ga
Mujhe bhool ja, qarar mile ga
Hum to bus ayse maqam pe the
Na sawal kia
Na jawab mila
Na bhool sake
Na Qarar mila
Na sawal kerna
Na jawab mile ga
Mujhe bhool ja, qarar mile ga
Hum to bus ayse maqam pe the
Na sawal kia
Na jawab mila
Na bhool sake
Na Qarar mila












