My Opera is closing 1st of March

MÖHÄBBÅT

Jaha se ekhtiyar ki had khatam hoti hain......waha se muhabbat ki had shoro hojati he.

Subscribe to RSS feed

Mera Junon-e-wafa hai zawal amadha

Mera Junon-e-wafa hai zawal amadha
Shikast kha gia tera fason-e-zeebayi
(Fason-e-zeebayi = spell of the beauty)

un arzwo'on pe ch'hayi hai gard-e-mayosi
Jinhon ne tere tabassum mein parwaresh payi

voh taary jin mein muhabbat ka noor taba'n tha
voh taary doob gaye le ke rang-o-reanayi