My Opera is closing 1st of March

MÖHÄBBÅT

Jaha se ekhtiyar ki had khatam hoti hain......waha se muhabbat ki had shoro hojati he.

Subscribe to RSS feed

Kisi bhi dukh pe malal kerna na us ko aya na mujh ko aya

Kisi bhi dukh pe malal kerna na us ko aya na mujh ko aya

wafaaon ko lazawal kerna na us ko aya na mujh ko ay

jo faaslay thy inhain mitana agarchy dono hi chahty the

magar taaluq bahal kerna na us ko aya na mujh ko aya

dua ke roshan charagh apni hatheliyon pe jalaey hum ne,

khuda se lekin sawal kerna na us ko aya na mujh ko aya