Meri darkano ki kitab mein
Sunday, March 30, 2008 9:35:21 PM
Meri darkano ki kitab mein
meri chahato k hesab mein
wo jo roshni sa tha hamsafar
wo jo mahtab sa shakhs tha
meri darkano mein shareek tha
wo jo chalta rehta tha dor tak
mera hath tham k hath mein
wo na jany kesy chala giya
mujhe khawb-e-wasal mein chor k
magar aaj bhi he basa howa
mery dil ki band kitab mein.
meri chahato k hesab mein
wo jo roshni sa tha hamsafar
wo jo mahtab sa shakhs tha
meri darkano mein shareek tha
wo jo chalta rehta tha dor tak
mera hath tham k hath mein
wo na jany kesy chala giya
mujhe khawb-e-wasal mein chor k
magar aaj bhi he basa howa
mery dil ki band kitab mein.












