Hum itney dukh mein bhi bikhrey nahi hain
Tuesday, June 3, 2008 11:25:49 AM
Hum itney dukh mein bhi bikhrey nahi hain
Humara haal tum jaisa nahi... hai
Main iss shehar mein tanha khari hoon
Jahan tanhai bhi tanha nahi hai
Tumharey naam ka aanso kabhi bhi
Humari aankh mein thehra nahi hai...!
Humara haal tum jaisa nahi... hai
Main iss shehar mein tanha khari hoon
Jahan tanhai bhi tanha nahi hai
Tumharey naam ka aanso kabhi bhi
Humari aankh mein thehra nahi hai...!












