Taaluq baad mein tabdil ho ker jo bhi reh jaye
Tuesday, June 3, 2008 11:28:31 AM
Taaluq baad mein tabdil ho ker jo bhi reh jaye
muhabbat mein vo pehla muskurana yaad rehta hai
kisi k lakh baatain ek pal mein bhool jati hain
kisi ka ek hi jumla purana yaad rehta hai
mery Khoda ne mujh ko chahatoon ki sultanat dai di
magar pehli muhabbat ka khasara yaad rehta hai