Buht Hi Maan Hai Tum Per...
Friday, June 27, 2008 10:06:57 AM
Buht Hi Maan Hai Tum Per...
Suno! Paas-e-Wafa Rakhna...
Sabhi Se Tum Milo Lakin...
Zara Sa Faasla Rakhna...
Bichharna Bhi To Parta Hai...
Zara Sa Haosla Rakhna...
Vo Saary Wesal K Lamhy...
Tum Ankho'n Mein Saja Rakhna...
Abhi Imkan Baqi Hai...
Abhi Lab Pe Dua Rakhna...
Buht Nayab Hai Daikho...
Humain Sab Se Juda Rakhna...
Suno! Paas-e-Wafa Rakhna...
Sabhi Se Tum Milo Lakin...
Zara Sa Faasla Rakhna...
Bichharna Bhi To Parta Hai...
Zara Sa Haosla Rakhna...
Vo Saary Wesal K Lamhy...
Tum Ankho'n Mein Saja Rakhna...
Abhi Imkan Baqi Hai...
Abhi Lab Pe Dua Rakhna...
Buht Nayab Hai Daikho...
Humain Sab Se Juda Rakhna...












