guzre hoye taweel zamaane k baad bhi
Wednesday, October 29, 2008 10:39:25 PM
guzre hoye taweel zamaane k baad bhi
dil mein raha vo chhor k jaane k baad bhi..
pehloo mein reh k dil nai diya hai bohat faraib
rakha hai us ko yaad bhulaane k baad bhi..
go tu yahan nahi hai magar tu yaheen pe hai
tera he zikr hai teray jaane k baad bhi..
lagta hai kuch kaha he nahi hai usay Faraz
dil ka tamaam haal sunaane k baad bhi...!!