Dost ban ban k miley mujh ko mitaney waaley
Monday, November 24, 2008 11:07:41 PM
Dost ban ban k miley mujh ko mitaney waaley
Main ne dekhe hain kaii rang badalaney waaley
Tum ne chup rah kar sitam aur bhii dhaayaa mujh par
Tum se achey hain mere haal pe hansaney waaley
Main to ikhlaas ke haathon hii bikaa karta hoon
Aur honge tere baazaar mein bikaney waaley
Aakharii daur pe salaam-e-dil-e-muztar le lo
Phir naa lautein ge shab-e-hijr pe roney waaley