Haad-e-intieha se bohat aagay tumhain socha
Thursday, December 18, 2008 3:20:28 PM
Haad-e-intieha se bohat aagay tumhain socha
Hum ne wafaa se bohat aagay tumhain socha
Jahaan se loot anay ka rastaa nahi miltaa
Uss rah se bohat aagay tumhain sochaa
Unhain kahoo jin ki nazar mein Mohabbat gunah-e-azeem hein
Mein ne gunah se bohat aagay tumhain sochaa
Mohabbatoon mein Hurf-Ba-Hurf mujhe mangnaa nahin aataa
Aadab-e-Dua se bohat aagay tumhain sochaa