Jala k tu bhi agar aasra na de mujh ko
Friday, December 26, 2008 8:39:11 PM
Jala k tu bhi agar aasra na de mujh ko
Ye khauf he k hawa phir bujha na de mujh ko
Mein is khayal se mur mur k dekhta hu usay
Bichar k bhi wo kahin phir sada na de mujh ko
isi khayal se shab bhar mein so nahi sakta
k khof-e-khuwab-e-guzashta jaga na de mujh ko
Tere baghair bhi teri tarah mein zinda rahoon
Ye hosla bhi dua ker khuda na de mujh ko
Mein is liey bhi usay khud manaunga MOHSIN
k mujh se roothnay wala bhula na de mujh ko