Benaam sa ye dard teher kiyo nahi jata
Tuesday, February 10, 2009 4:10:35 PM
Benaam sa ye dard teher kiyo nahi jata
Jo beet gaya hai vo guzar kiyo nahi jata
Sab kuch to hai kia dhondti rehti hein nigahain
Kia baat hai mein wakt pe ghar koi nahi jata
Wo ek hi chehra to nahi saray jahan mein
Jo door hai wo dil se utar kio nahi jata
Mein apni hi uljhi hui raahoon ka tamasha
Jatey hein jidher sab mein odhar kio nahi jata
Wo naam jo najanaey kab se na chehra na badan ha hai
Wo khawb agar hai to bikhar kio nahi jata.....