kabhi a jaye woh pal!!
Wednesday, May 30, 2012 5:33:31 PM
kaise ye judai hai aakh meri
bhar ayihai mera dil dub raha
hai ise bus dubne do ye pheli
baar hua ye kyu ahasash hua
meradil tuut raha hai isse bus
tutne do ,,,,,,,,
mujhe bus ab rone do iss gum
ko behne do ye saath jo chut
raha hai isse aaj chutne do
kaise ye judai hai aakh i bhar
meri aai hai mera dil ab dub
raha hai isse ab dubne do....
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
ek baat satati hai jab teri yaad
satati hai kyu mujh se ruth
gaya jane kyu dur gaya .........
ye pehli bar hua ye kyu ahsash
hua jane anjane mujh tum se
pyar hua
rote rote hasta hu phir ye tum
se kahta hu jo hona hai ho hi
gaya...













How to use Quote function: