Ab Nahi Hai Kuch Bhi Muskil (By: © Ejaz Ahmad Ejaz™ )
Friday, November 23, 2012 5:37:58 PM
Galion me ghom raha tha mai
mast- maula;
socha kya karu iss duniya
me hu mai anjana- akela !
Jo chuni maine raah apni,
Paya,
ab nahi hai kuch bhi mushkil !!
Kabhi vasant, kabhi grishma, aur
kabhi sharad
ka mausam bhi aaya;
par maine kabhi kisi se na kuch
kaha aur na unhe uskaya !
Visesh parasthatiyo me hai
visesh astra-sastra ,
maine kabhi bhi, kahi bhi, kisi
bhi,
chhn larne se na ghabraya !!
Sidhi waar karna jaanta hu,
sidhi waar karna chahta hu;
Mukaable ab mere man ke
honge ya aapko banane honge !
Meri aankhe jab aage dekhti hai,
paya,
Ab nahi hai kuch bhi mushkil !!
________Ejaz Ahmad Ejaz™
mast- maula;
socha kya karu iss duniya
me hu mai anjana- akela !
Jo chuni maine raah apni,
Paya,
ab nahi hai kuch bhi mushkil !!
Kabhi vasant, kabhi grishma, aur
kabhi sharad
ka mausam bhi aaya;
par maine kabhi kisi se na kuch
kaha aur na unhe uskaya !
Visesh parasthatiyo me hai
visesh astra-sastra ,
maine kabhi bhi, kahi bhi, kisi
bhi,
chhn larne se na ghabraya !!
Sidhi waar karna jaanta hu,
sidhi waar karna chahta hu;
Mukaable ab mere man ke
honge ya aapko banane honge !
Meri aankhe jab aage dekhti hai,
paya,
Ab nahi hai kuch bhi mushkil !!
________Ejaz Ahmad Ejaz™






