bajate bajate rah na jaye sahanai
Wednesday, October 14, 2009 11:30:32 AM
midia ka kam to hai shawal puchhana. aab jawab dene wale par nirbhar karta hai ki vah ush par kaishi pratikriya karta hai. pichhale dino kishi ne shilpa shetti se puchh liya ki aap aur raj kundara lambe samaya se dost hai business partner bhi,aap unki life partner kab ban rahi hai. ish par shetti ji ne kaha ki yah prasna mujhse hajar bar puchha ja chuka hai aur aabhi mai ish sthiti me nahi phuch payi ki ish sawal ka thik thik jawab de pau.










