LOVE POEM
Saturday, 8. March 2008, 04:07:57
Shararat na hoti,shikayat na hoti
Nazaron me kisi ke nazakat na hoti,
Na hoti bekarari,na hote hum tanha,
Agar jahan me kambhakat yeh mohabbat na hoti.
Na hote yeh sapne yeh khwabo ki duniya,
Kisi ko chahat ki yeh tammana na hoti,
Na zulfo ki chaya na phulo ki khushboo,
Yadoon me apki yeh raate na kat ti,
Jo na hoti mohabbat yeh asoon na hote,
Dil bhi na khota aj tanha na rote,
Diwano se apni yeh halat na hoti,
Dil bhi na khota aaj tanha na rote,
Diwano se apni yeh halat na hoti,
Agar jahaan me kambhakat yeh mohabbat na hoti.
Nazaron me kisi ke nazakat na hoti,
Na hoti bekarari,na hote hum tanha,
Agar jahan me kambhakat yeh mohabbat na hoti.
Na hote yeh sapne yeh khwabo ki duniya,
Kisi ko chahat ki yeh tammana na hoti,
Na zulfo ki chaya na phulo ki khushboo,
Yadoon me apki yeh raate na kat ti,
Jo na hoti mohabbat yeh asoon na hote,
Dil bhi na khota aj tanha na rote,
Diwano se apni yeh halat na hoti,
Dil bhi na khota aaj tanha na rote,
Diwano se apni yeh halat na hoti,
Agar jahaan me kambhakat yeh mohabbat na hoti.









