60 and still young...
Wednesday, August 15, 2007 8:51:27 AM
Aaj yaad karo un veero ko,
Gulami ka kiya tha jisne khatma,
Par aaj bhi hai hum gulaam chand logo ke,
Jal rahi hai aatma,
Kuch toh karna hai desh ke liye,
bhale na ban sake Mahatma,
Sacche mann se aaj salaam karo tirange ko,
Kabhi na jhukegi apni Bharat Maa
HIMANSHU SHETH (2007-09)

